Roman script

gore rang se liptata jaye liptata jaye 

kurta malmal ka kurta malmal ka 

gore rang se liptata jaye liptata jaye 

kurta malmal ka kurta malmal ka 

apni to jan pe bani jan pe bani

bhige tan se rup chalkaye rup chalkaye

kurta malmal ka kurta malmal ka 

o tujhe dekhke sharam nahi aaye

kurta malmal ka kurta malmal ka 

sun re nadan ladke sun o nadan ladke

tere jaiso ke hath nahi aaye hath nahi aaye

kurta malmal ka kurta malmal ka 

ek to jawani ek to jawani duji bhigi hui pani me

aisa to najara dekha nahi jindgani me

ek to jawani  duji bhigi hui pani me

aisa to najara dekha nahi jindgani me

mujhe dekh ke nasha chad jaye nasha chad jaye 

kurta malmal ka kurta malmal ka 

kis ki majal dekhe

kis ki majal dekhe aankh bhi uthake

bolo to le jau tujhe abhi mai uda ke

kis ki majal dekhe aankh bhi uthake

bolo to le jau tujhe abhi mai uda ke

mujhe karke ishare bulaye ishare bulaye

kurta malmal ka kurta malmal ka 

sun re nadan ladke sun o nadan ladke

tere jaiso ke hath nahi aaye hath nahi aaye

kurta malmal ka kurta malmal ka 

gore rang se lipt ta jaye lipt ta jaye 

kurta malmal ka kurta malmal ka 

kurta malmal ka kurta malmal ka 

kurta malmal ka kurta malmal ka

Explore this song