Roman script

gore nahi hum kale sahi hum nachne gane wale sahi

tumsa ek nahi hamsa ek nahi tumsa ek nahi hamsa ek nahi

kya hai kaha hai hame sab khabar hai ye man lo

sabpe hamari barabar najar hai ye jan lo

masti me hum matwale sahi hum nachne gane wale sahi

tumsa ek nahi hamsa ek nahi tumsa ek nahi hamsa ek nahi

tauba hamari mohabbat hamari jawaniya

tauba hamari mohabbat hamari jawaniya

aankhe hamari sunaye hazaro kahaniya

hotho pe chupi ke tale sahi hum nachne gane wale sahi

tumsa ek nahi hamsa ek nahi tumsa ek nahi hamsa ek nahi

dhokha karishma tamasha yaha ka riwaz hai

bahar sahar me sadak par andhro ka raz hai

andar ye dilkash ujale sahi hum nachne gane wale sahi

tumsa ek nahi hamsa ek nahi tumsa ek nahi hamsa ek nahi

Explore this song