Roman script

gore gore ye chhore 
gore gore ye chhore 
ye ishq ishq chillate hai oooh yeah
ye gali gali mandaraate hai oooh yeah
ye ishq ishq chillate hai oooh yeah
ye gali gali mandaraate hai oooh yeah
shadi ki dagar naa jaye magar
ye gore gore se chhore 
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
andar se chahe kuchh bhi ho ye 
adaa magar hai hiro wali
din rat kitaabe padhte hai ye 
ladaki ki taswiro wali
kahi jivan mela oye shava 
par shadi jhamela oye shava
darwaja inhe dikhlaao zara
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore 
gore gore yeh chhore
gore gore yeh chhore 
shadi ki jo bat karo toh 
buri yeh halat karte hai achcha 
bin shadi sang rehne ki ye
badi wakalat karte hai
har ladaki pyari oye shava 
bin jimmivari oye shava
laila ke bina yeh majanu bane
ye gore gore se chhore 
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
jab ye budhe ho jayenge 
khans khans ke reh jayenge
kandhe par koi hath naa hoga 
ham dum koi sath naa hoga
thokar khayenge oye shava 
phir pachtayenge oye shava
tab yad inne aayenge ham 
ye gore gore se chhore
ye gore gore chhore 
ye gore gore se chhore
ye ishq ishq chillate hai oooh yeah
ye gali gali mandaraate hai oooh yeah
shadi ki dagar naa jaye magar
ye gore gore se chhore 
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore
ye gore gore se chhore

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Saif Ali Khan, Rani Mukherjee