Roman script

gore gore gaal wali, kaale kaale baal wali
he gore gore gaal wali, kaale kaale baal wali
mastani chaal chale, mera buar haal kare 
tujhko banaunga priyatama
tujhe pyaar karunga uf amma 
sau baar karunga uf amma 
bholi bhali baat wale, hole hole daka dale 
bholi bhali baat wale, hole hole daka dale 
dil pe mere war kare, mujhe bekrar kare 
pagal banaye mujhe ui amma 
tujhe pyaar karungi uf amma 
sau bar karungi uf amma 
baaho me aane se, jaadu jagane se 
aaj mujhe toko na 
mausam diwana hain, vapas bhi jana hain 
jaane do ab roko na
jaane ki jeed chhodo, aise na dil todo 
machale hain dil ke armaa 
tujhe pyaar karungi uf amma 
sau baar karungi uf amma 
gore gore gaal wali, kaale kaale baal wali
bechain rahti hu, aahe main bharti hu
jabse lagi hain pyar ki dhun 
are milne milaane se, roz roz aane se 
badhti hain chahat sun 
roz roz na tauba, main to chali re tauba 
aaungi fir agle jumma 
tuhe pyaar karunaga uf yumma 
sau bar karunga uf yumma 
he bholi bhali baat wale, hole hole daka dale 
he masti me jhumenge, aazad ghumenge 
apana hain ye irada 
picture dilkhaoge shopping karaoge 
pahle karo tum ye wada 
picture dikhaunga, shopping karaunga 
badle me lunga main ek chumma 
tujhe pyaar karungi uf amma 
sau baar karungi uf amma 
he gore gore gaal wali, kaale kaale baal wali
dil pe mere war kare, mujhe bekrar kare 
pagal banaye mujhe ui amma 
tuhe pyaar karunaga uf amma 
sau bar karunga uf amma 
tujhe pyaar karungi uf amma 
sau baar karungi uf amma

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan