Roman script

he goriya re he chhoriya re 

chhanka de payaliya re 

o ye gora gora chhora 

he, ye gora gora chhora nahi mane meri baat 

logo ke aage thame bairi dekho mera hath 

haye re haye kya karu, haye re haye kya karu 

na bhang maine khayi na daru maine pee 

ishq hi kiya hai chori to nahi ki 

kyu daru kyu daru, kyu daru kyu daru 

ye gora gora chhora 

sarifo ka hai ye mohalla piya 

mohalle me kar na yu halla piya

are ho ho o 

tujhe maine chaha tujhe dil diya 

mohalle ka maine bura kya kiya 

are ho o ho ho 

na mauka koi dekhe na dekhe tu ghadi 

deewana mujhe samjhe deewani ladki 

haye re kare kyu badnami tu mere ghar ki 

kare kyu badnami tu mere ghar ki 

kahe to ghar tere hoye hoye hoye 

kahe to ghar tere abhi le aau barat 

kahe to ghar tere abhi le aau barat 

haye re haye kya karu, haye re haye kya karu 

ye gora gora chhora 

to ye dhang hai mere mahbub ke 

to dariya me mar jaungi dub ke 

are ho o ho ho 

kudi tere dushman mare doob ke 

ni lag ja gale aa ke mahabub ke 

are ho o ho ho 

ho achho se mai acchi buro se mai buri 

mare wo bate jo aisi kare besuri 

aa aa aa aa to wada kar ab na satayega kabhi 

to wada kar ab na satayega kabhi

sataunga mai warna ae ae ae

sataunga mai warna jhat se fere kar le sat 

sataunga mai warna jhat se fere kar le sat 

haye re haye kya karu, haye re haye kya karu 

ye gora gora chhora nahi mane meri baat 

logo ke aage thame bairi dekho mera haath 

haye re haye kya karu, haye re haye kya karu 

na bhang maine khayi na daru maine pee 

ishq hi kiya hai chori to nahi ki 

kyu daru kyu daru, kyu daru kyu daru 

ye gora gora chhora

Explore this song