Roman script

gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala 

gore se ho gaya kala gokol ki galiyon ka gwala 

natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala

kale ne sab ko ang lagake kale rang me rang dala

gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala 

gore se ho gaya kala 

lo chandan ka tika lagaa do lo chandan ka tika lagaa do

mohan ko man mohan bna do mor mukut is ko pahna do

hatho me murli pakda do murli bna lu muh se lgaa lu 

aa tohe o birj baala gokol ki galiyon ka gwala 

natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala

jamna kinare apna thikana jamna kinare apna thikana 

paniya baran tu pangat pe aana ghunghat fir ye mukhdha chupana

chedega tujko sara zamana deta hai damki todke matki 

makhan churane wala gokol ki galiyon ka gwala 

natkhat bada nand laala gore se ho gaya kala

pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe

pakda gaya chaliya sab dekhe bhagega kese ye ab dekhe

mera dhang mera rab dekhe aaj tamasha sab dekhe

kisi jatan se nhi kisi ke hath me aane wala

gokol ki galiyon ka gwala natkhat bada nand laala 

gore se ho gaya kala kale ne sab ko ang lagake 

kale rang me rang dala gokol ki galiyon ka gwala 

natkhat bada nand lala gore se ho gaya kala

Explore this song