Roman script

are gokul ki galiyo ka nandlala

are nandlala dekho nandlala

are gokul ki galiyo ka nandlala

teri nagri me aaya hai brijbala

brijbala ha ha brijbala

abke laya hai rang nirala nirala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

aali re aali

aayi kaske kamar brijbala

aayi kaske kamar brijbala

chaal chalna sambhal ke nandlala

chaal chalna sambhal ke nandlala

mujhse pada na hoga pahle pala

brijbala aali re brijbala

brijbala aali re brijbala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

kab tak bacha kar 

kab tak bacha kar rakhogi apni 

makhan ki matki gujariya

are makhan ki matki gujariya

are todenge fodegne samne sabke

dekhegi sari bazariya

dekhegi sari bazariya

tera jor tera shor

tera shor tera jor

nahi chala, nahi chalne wala wala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

brijbala aali re brijbala

brijbala aali re brijbala

ab ke humari

ab ke humari aayi hai bari

sunle yashoda ke chhore

sunle yashoda ke chhore

matki humari makhan humara

kyu khaye gwale ye tore

kyu khaye gwale ye tore

ja re chor kahi aur kahi 

aur ja re chor

tu hai aisa kaha ka matwala

brijbala aali re brijbala

brijbala aali re brijbala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

choli masak gayi

choli masak gayi chunari khisak gayi

mud gayi re najuk kalai

ha ha mud gayi re najuk kalai

are natkhat kanhaiya ko sari umariya

deti firogi duhai

deti firogi duhai

mera naam subah sham

subah sham mera naam

lele ke japogi tum mala mala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

brijbala aali re brijbala

brijbala aali re brijbala

are gokul ki galiyo ka nandlala

are nandlala dekho nandlala

gokul ki galiyo ka nandlala

teri nagri me aaya hai brijbala

brijbala ha ha brijbala

ab ke laya hai rang nirala nirala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

aala aala goivnda aala

Explore this song