Roman script

gila gila dhua dhua 

gila gila dhua dhua 

gila gila sa dhua dhua sa 

khoya hua sa bahaka hua sa

hamsafar se milta ye kinara

bhiga bhiga saagar se gahara ye kinara

ho saagar se gahara ye kinara

ho deewano jaisa uncha hai wo saagar

sunta hai lahro ki aahte

ho deewano jaisa uncha hai wo saagar

sunta hai lahro ki aahte

saagar ki lay jaise baje ek taara

sajde mein uske hota hai kinara 

gila gila sa dhua dhua sa 

khoya hua sa bahaka hua sa

hamsafar se milta ye kinara

bhiga bhiga saagar se gahara ye kinara

ho saagar se gahara ye kinara

ho sagar kinara jaise kanha aur radha

kanha bin radha kaise jiye 

ho sagar kinara jaise kanha aur radha

kanha bin radha kaise jiye 

kanha se radha radha se kanha

dono ki preet chamke banke ek tara

gila gila sa dhua dhua sa 

khoya hua sa bahaka hua sa

hamsafar se milta ye kinara

bhiga bhiga saagar se gahara ye kinara

ho saagar se gahara ye kinara

Explore this song