Roman script

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

jhagda hi jaise chand kaa

badlo se ho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

jhagda hi jaise chand kaa

badlo se ho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

najre meri najar se, meri jan jara milao

koyi geet mai bana lu, dhun aisi gun gunaao

najre meri najar se, meri jan jara milao

koyi geet mai bana lu, dhun aisi gun gunaao

suno leke tumhe apni baho me

ghunghat mai khol du

dil keh raha hai kisi bhi tarah

teraa chehra mai dekh lu

jadu, jadu sa dil pe aap ki

ek hi najar me ho gaya

jhagda hi jaise chand kaa

badlo se ho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

kai bar maine socha, aur sochkar ye jana

bin dekhe hi tujhe kyun mai ho gaya divana

kai bar maine socha, aur sochkar ye jana

bin dekhe hi tujhe kyun mai ho gaya divana

hello, aise khafa si kyun baithi ho

ghunghat ko odhke

tumko milega kya itna batao

to dil meraa todke

ghunghat ha aah ghunghat nahi ye aap kaa

dushman ye meraa ho gaya

jhagda hi jaise chand kaa

badlo se ho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

jhagda hi jaise chand kaa

badlo se ho gaya

ghunghat me chehra aap kaa

kuchh is tarah se kho gaya

Explore this song