Roman script

ghunghat mera jane kya hua

mai to kahu tune chori kiya

nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya

nahi nahi maine nahi chori to kya sina jori kiya

payal teri alpat ye rahi

ab kya kahu tune kaisa diya

nahi nahi maine nahi nahi nahi tune diya

nahi nahi maine nahi

kya jane tu tune kya kya diya

kya jane tu tune kya kya diya

jhumka mera uljha bindiya meri chuti

chunari udhar sarki chudi idhar tuti

palhe to baho me bekhud kiya tune

phir mujhse apne nam sab le liya tune

nahi nahi maine nahi nahi nahi tune liya 

nahi nahi maine nahi man hi nahi tan bhi le liya

ghunghat mera jane kya hua

mai to kahu tune chori kiya

nahi nahi maine nahi nahi nahi tune kiya

nahi nahi maine nahi

chori to kya sina jori kiya chori to kya sina jori kiya

jab tak na chun dalu sare badan ke phul

dali baharo ki bankar tu mujhpar jhul

chadar bina chanda  jaise khule tan hoye

waise jagaya hai chanda saman piya mohe

nahi nahi maine nahi nahi nahi tune piya 

nahi nahi maine nahi o jane ja tune kya na kiya

o jane ja tune kya na kiya ghunghat mera jane kya hua

mai to kahu tune chori kiya nahi nahi maine nahi

nahi nahi tune kiya nahi nahi maine nahi

chori to kya sina jori kiya payal teri alpat ye rahi

ab kya kahu tune kaise diya nahi nahi maine nahi

nahi nahi tune diya nahi nahi maine nahi

kya jane du tune kya kya diya

chori to kya sina jori kiya

Explore this song