Roman script

mere nain kamal komal chanchal 

meri chitwan ghata niraali hai 

tu natkhat bhanwara prem jadit 

mere yauvan pushp ka maali hai 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

jab meri sharan me aata hai 

ek prem ka deep jalata hai 

phir tujhko kuch na bhata hai 

tu paas mera ho jata hai 

nahi prem se badhakar raaj paat 

singhasan aur ye lok laaj 

bhole lagte suhane ye door door ke

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

koi madhu itna bhi madhur nahi 

jitni meri angadai hai

koi madhu itna bhi madhur nahi 

jitni meri angadai hai  

are rup mera tujhko pulkit 

mera rom rom purwai hai 

tu prem nagar ka wasi

mai prem nagar ki rani 

haaye mai puye pakaye hai pur pur ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke 

yu na dekho sanwariya ghoor ghoor ke

mere nain kamal komal chanchal 

meri chitwan ghata nirali hai

Explore this song