Roman script

ghir aayi badariya door hai sarayein

ghir aayi badariya door hai sarayein

barase shital jal man jal jal jaayein

kare kaun upaaye ghir aayi badariya

ghir aayi badariya vyakul hai pran piyuji

os paar bulaaye vyakul hai pran piyuji

os paar bulaaye

laut chalein hain sangi saathi kaun aas dilayein

is paar jiyaa mora dar dar jaayein

kaisi hai ye peed meri karejwa se laagi

kaisi hai ye peed meri karejwa se laagi

mann hai adheer mora tan hai abhaagi

tan hai abhaagi main jeeye hoon

aas mori mar marr jaayein

aas mori mar marr jaayein

ghir aayi badariya

door hai sarayein

Explore this song