Roman script

meri aankho ne dekho eak sapna buna hai 
is sapne mai ghayal koi insan khada hai
meri aankho ne dekho eak sapna buna hai 
is sapne mai ghayal koi insan khada hai
haan aayine pe bikhri ke kuch yadon ki cheetein
is sard farsh pe yun simti uski aahen
hatho ki lakeere bhatki ja rahi thi
raundne mere kal ko bhage ja rahi thi
ye ghayal sa sapna jo mere andar pada hai 
mujhko khatam kar ye mera askh ban gaya hai
is lambe safar ka koi to sira hai 
tere sapno ki hadd ka yahi intehan hai
is lambe safar ka koi to sira hai 
tere sapno ki hadd ka yahi intehan hai
is lambe safar ka koi to sira hai 
tere sapno ki hadd ka yahi intehan hai
is lambe safar ka koi to sira hai 
tere sapno ki hadd ka yahi intehan hai

Song details

Song video

Watch on YouTube