Roman script

ghata kaali kaali chhayi badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

ghata kali kali chhayi badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

aayi ho raaja chhayi ho saiya ho saiya ruth ke na ja

laut ke aaja rut milne ki aayi

badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

ghata kali kali chhayi badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

kali kali par kali kali par aayi jawani

bagiya sari mahki bagiya sari mahki

phul phul par bhanwara nacha koyal kaali chahki

phul phul par bhanwara nacha koyal kaali chahki

saajan aaja saajan aaja na ja na ja

rut milne ki aayi

badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

ghata kali kali chhayi badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

do dil milkar ek huye

do dil milkar ek huye

duniya kahti do milke na bichhade

ham tum saajan jo ho sau ho

dil bhi tera main bhi teri sahi na jaye judai

badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

ghata kali kali chhayi badriya ghum ghum ke aayi

badriya ghum ghum ke aayi

Explore this song