Roman script

ghata ghir aayi hai barsaat bhi ho jaayegi

ghata ghir aayi hai barsaat bhi ho jaayegi

aap se meri mulakaat bhi ho jaayegi

ghata ghir aayi hai 

meri ummido ko jhuthi hi tasalli de de

meri ummido ko jhuthi hi tasalli de de

ye tere husn ki khairaat bhi ho jaayegi

ye tere husn ki khairaat bhi ho jaayegi

aap se meri mulakaat bhi ho jaayegi

ghata ghir aayi hai

ishq ko hum ne sada din ka ujhala samja

ishq ko hum ne sada din ka ujhala samja

ye na socha tha kabhi raat bhi ho jaayegi

ye na socha tha kabhi raat bhi ho jaayegi

aap se meri mulakaat bhi ho jaayegi

ghata ghir aayi hai

pyaar ki raah mein ye kisko khabar thi ki yahan

pyaar ki raah mein ye kisko khabar thi ki yahan

humsafar gardishe halaat bhi ho jaayegi

humsafar gardishe halaat bhi ho jaayegi

aap se meri mulakaat bhi ho jaayegi

ghata ghir aayi hai

Explore this song