Roman script

ghar se school, school se college, college se kaha kaha 

ghar se school, school se college, college se kaha

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha 

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

dekho apni shan nirali, jeb me degree pet hain khali 

khali pet soye jage, naukariyo ke pichhe bhage 

daftar daftar no vacancy ki hain takhtiya takhtiya 

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

vo na dekhe ba, train me ticket mange 

vo na dekhe ba, train me ticket mange 

kya bas, kya rikshaw, kya tanga sabne yaar kiraya manga

bas in do tango ki muft sawari hain yaha yaha 

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha 

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

o bandhu re, dur kare ye kadki koi, paisewali ladki koi 

o yara biwi wale khaye parathe te chadeyan di aag na bale

chulhe se nahi apne dil se 

chulhe se nahi apne dil se uthata hain dhua dhua 

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

ek tha raja ek thi rani, delhi bharat ki rajdhani

o delhi ke rehne walo, ek najar hum pe bhi dalo

o delhi ke rehne walo, ek najar hum pe bhi daalo

hum is shehar me pyase, ganga behti hain jaha 

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha 

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

ghar se school, school se college, college se kaha

aawara sadko pe firo, yaha se vaha, yaha se vaha 

yaha se vaha, yaha se vaha, yaha se vaha

Explore this song