Roman script

ghar me akeli ghar me akeli mohalla naya

haye ghar me akeli mohalla naya

uspe aadhi raat bijli ka power gaya

aadhi raat bijli ka power gaya

barkha ka mausam gazab kar gaya

haye barkha ka mausam gazab kar gaya

uspe aadhi raat bijli ka power gaya

aadhi raat bijli ka power gaya

ghar me akeli mohalla naya

haye ghar me akeli mohalla naya barie

uspe aadhi raat bijli ka power gaya

mua aadhi raat bijli ka power gaya

naina ladati to aata maza

chupke milne ko aa jata balma mera

naina ladati to aata maza

chupke milne ko aa jata balma mera

ho leke baiya me gale se jab milta

kali ke jaisa ye badan mera khilta

saajan se hoti na saajan se hoti na mujhko haya

haye saajan se hoti na mujhko haya

uspe aadhi raat bijli ka power gaya

aadhi raat bijli ka power gaya

ghar me akeli mohalla naya barie 

haye ghar me akeli mohalla naya

uspe aadhi raat bijli ka power gaya

mua aadhi raat bijli ka power gaya

Explore this song