Roman script

kiye ratan nichabar mayeri maine moti kiye hai daan

praan diye jo piya mile toh aabhi tajoon mein praan

aabhi tajoon mein praan oh ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirza ghar aaya mera mirza

ghar aaya re

ghar aaya mera mirza ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirza ghar aaya re

meri jaan tu, meri saans tu mere dil ki hai, aawaz tu

hai duaaon sa mere paas tu meri jaan tu, meri saans tu

ye roshni ye barishein par orr hain jo raunaqein

ye roshni ye barishein ke nematein ye daulatein

oh sab laaya mera mirza ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirza ghar aaya re

kitni muraadein maangi

tab paaya mera mirza maan bhaya mera mirza

ghar aaya re

dill ki dargaahon ka tu tu hi to murshid hai re

sun le duaan oo saaiyaan teri fakiri main hi

meri ameeri hai re oo sajna jane aa

maan bhaaya mera mirza

ghar aaya mera mirza ghar aaya re

ghar aaya mera mirza ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirzaaaa re kitni muraadein maangi

tab paaya mera mirzaghar aaya mera mirzaaaa

meri jaan tu, meri saans tu mere dil ki hai, aawaz tu

jo chupaun main hain woh raaz tu

mera kalma tu, hain namaz tu

hain duaon sa mere paas tu meri jaan tu, meri saans tu

jahan bant rahi thi niyamatein uss jaadui se bazar mein

koi motiyon pe nisaar thaa koi chaand ka kharidar thaa

main fanah hui teri aang me bade shauk se, mere bhaag me

likhwaya mera mirza ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirza ghar aaya mera mirza

yeh paani paani palkein muskaane dar dar bantein

sadiyon ki jaagio hain neendon ko chadar bantein

darr kya hai do pehron se jab saya mera mirza

ghar aaya mera mirzaa

mera mirzaa mera mirzaa ghar aaya mera mirza

ghar aaya mera mirzaaa

Explore this song