Roman script

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

bansi ki tan suna bane mora kam re

bansi ki tan suna shyam

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

bansi ki tan suna bane mora kam re

bansi ki tan suna shyam

dukh ka sagar man ki dhara

dagmag naiya dur kinara

dukh ka sagar man ki dhara

dagmag naiya dur kinara

naiya khiwaya bina mori dole

asuwan me kata hai jivan jhakole

choti si, choti si jaan bata bada tora nam re

bansi ki tan suna shyam

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

bansi ki tan suna bane mora kam re

bansi ki tan suna shyam

draupdi ko diya sahara

mahabali ko tune tara

draupdi ko diya sahara

mahabali ko tune tara

aake ahillya ko mukti dilayi

parhlad ki laaj tune bachai, bhakto ke

bhakto ke hath sada bika bina dam re

bansi ki tan suna shyam

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

bansi ki tan suna

bansi ki tan suna bane mora kam re

bansi ki tan suna shyam

ghanshyam ghanshyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

shyam shyam shyam re

Explore this song