Roman script

gam ki aag me hum to hai 
jalte yaha jane tum ho kaha
gam ki aag me hum to hai 
jalte yaha jane tum ho kaha
kya maine sapne sajaye 
kismat ne kya gul khilaye
jalne laga aashiya
gam ki aag me hum to hai 
jalte yaha jane tum ho kaha
saajan birha agan me 
jalta hai ankho ka pani
ab tumse yu dur rehkar 
marne lagi jindgani
gam ki aag me hum to hai 
jalte yaha jane tum ho kaha
aye maut aye meri hamdam
ab tum to yu muh na modo
barbadiyo ki kasam hai
jiwan ki zanjir todo
jiwan ki zanjir todo
gam ki aag me hum to hai 
jalte yaha jane tum ho kaha
gam ki aag me

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Geeta Dutt, Mahendra Kapoor