Roman script

ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho 

ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho 

ho bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye 

bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye 

dil ki duniyan jo thukraye jina use na aaye 

ho o jina use na aaye 

aap khilouna tode balak aap hi neer bahaye 

ho ho aap hi neer bahaye 

dil ka khilouna kyun tute tujhko tera gam kyun lute 

koun kahe phir aaye na balam taro bhari raat 

ho ho taro bhari raat ho 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho 

ho dil ka tarana lab par aaye kape aur rah jaye 

dil ka tarana lab par aaye kape aur rah jaye 

teri javani man meena dharti pe jhume gaye ho ho 

geet adhure gaaye

tere dil ke darvaje par pyar khada pachhitaye 

ho pyar khada pachhitaye 

hamko meet banane vale o hamko meet banane vale

pyar ko uth kar gale laga le 

kaise jiye bemout ho balam naino ki barsat 

ho naino ki barsat 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho 

aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho

Explore this song