Roman script

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

bachapan bita kaise bitegi jawani 

kaise bitegi jawani 

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

daali daali koyal kali kuhu kuhu gaye 

kuhu kuhu gaye 

kale kale badra mein man udaa jaye 

man udaa jaye 

bagiya mein aayi dekho root mastani

bagiya mein aayi aayi dekho root mastani 

kaise bitegi jawani ho 

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

thaam ke dupatta mera bole ye chameli 

bile ye chameli 

raja ji bagiya mein jayiyo na akeli 

jayiyo na akeli 

main anjani janu naahi ye kahani 

main anjani kaise bitegi kaise bitegi jawani ho 

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

jaane kaise chali mori naiya haule haule 

naiya haule haule 

bhola bhala saiya mora dagmag dole 

dagmag dole 

san san pavan dekho kare manmani

kare manmani kaise bitegi kaise bitegi jawani ho 

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

gehri gehri nadiya ka thanda thanda pani

Explore this song