Roman script

geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal

jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o

geet huye hai ghayal

aashao ke sawan mein angaro ki barsate

aashao ke sawan mein angaro ki barsate

jala na dale meri duniya sholo ki barsate 

der jo ki aane mein jara to 

der jo ki aane mein jara to raakh milegi meri

geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal

jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o

geet huye hai ghayal

aas ka bandhan tut raha hai aas bandhane wale

aana hai to der na kar ab door se aane wale

aana hai to der na kar ab door se aane wale

der jo ki aane mein jara to  

der jo ki aane mein jara to  

der jo ki aane mein jara to raakh milegi meri

geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal

jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o

geet huye hai ghayal

Explore this song