Roman script

gazab ka hai din socho zara, ye diwanapan dekho zara

tum ho akele, ham bhi akele, maza aa raha hai, qasam se, qasam se

dekh lo hamko karib se, aaj ham mile hai nasib se

ye pal phir kaha aur ye manjil phir kaha

gazab ka hai din socho zara, ye diwanapan dekho zara

tum ho akele, ham bhi akele, maza aa raha hai, qasam se, qasam se

kya kahu mera jo haal hai, raat din tumara khayaal hai 

phir bhi jaan-e-jaa  mai kaha aur tum kaha

gazab ka hai din socho zara, ye diwanapan dekho zara

tum ho akele, ham bhi akele, maza aa raha hai, qasam se, qasam se

Explore this song