Roman script

gaya ujala suraj duba ab hai meri bari

gaya ujala suraj duba ab hai meri bari

andhkar ke nagar me aaya jyoti ka vyapari

ye andhkar ki duniya dukh ki pukar ki duniya

ye bekarar ki duniya

jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara

dharti ke aagan me sabki ummido ka sahara

aaj garibi ka dukh humko thokar mar giraye

armano ka deepak phir bhi uncha uthta jaye

jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara

ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara

ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara

Explore this song