Roman script

har har mahadev

om namo shiv rudray

om namo shiv gandhay

om namo har naag dharan

naay pranamay naman

dam dhanadhan danday

dam dhanadhan danday

gat gat gataa gat

ghoont maare bhanga

bam bam bhola mera

jatadhar ganga

chakmak chakachak

roop tera chamaka

sar pat sarasar

rog bhaga man ka

damaru ki hai damak

ghoongharu ki hai chhanak

padi teri jo dhamak

aankh meri bhi sanak

sar chadhake shivji ko hai

jala doon mein lanka

tan man rama bhashm

aaj kare man ka

tan man rama bhashm

aaj kare man ka

tan man rama bhashm

aaj kare man ka

o tej se tumhare

janam janam ghata fate

sej pe hamare

sada hi teri chhanv pade

tej se tumhare

janam janam ghata fate

sej pe hamare

sada hi teri chhanv pade

rang tu mohe tera rang mohe bhave

raahon mein tumhare dagmag dole bhage

bam bam bhole dam dam dole

bam bam bhole dam dam dole

are jak talak ho dam ke

tera naam le malanga

tan man rama bhashm

aaj kare man ka

tan man rama bhashm

aaj kare man ka

tan man rama bhashm

aaj kare man ka.

Explore this song