Roman script

garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho

inhe buzdil bana dene kaa tum samaan karte ho

inhi ko lutte ho aur inhe khairaat dete ho

bade tum dharm waale ho ye accha daan karte ho

bade tum dharm waale ho ye accha daan karte ho

garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho

daro us wakt se jab rang badlega jamaane kaa

ye tumse lenge badla jinka ab apmaan karte ho

ye tumse lenge badla jinka ab apmaan karte ho

garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho

inhe buzdil bana dene kaa tum samaan karte ho

Explore this song