Roman script

garam garam garama garam jeb ho garam

gift ho aur pyar ho khasi ho bukhar ho

kismat ki mar ho zindagi se har ho

kismat ki mar ho zindagi se har ho

sabka hai ilaz ek daulat se dil ko sek

dur ho shikayate mile sab nemte

har dagar har dagar har gali aur har kadam

garam garam garama garam jeb ho garam

badal gayi ab chal babu jeb me apni mal babu

aaj mawwali ke gane ki badal gayi surtaal babu

bol badal gayi tal badal gayi badal gayi sargum

apni jeb hai garam apni jeb hai garam

garam garam garama garam jeb ho garam

kyu na kare mauj hum jab jeb ho garam

garam garam garama garam jeb ho garam

bhai kahe ye bhai mera

bahan kahe ye bhaiya mera

ho jab jeb garam ho jab jeb garam

yar kahe ye yar mera dost kahe ye dost mera

yar kahe ye yar mera dost kahe ye dost mera

ho jab jeb garam garam garam

lekin ye kahte hai hum agar jeb naram

to haal naram kisi chalte hue murde se kam nahi hum

garam garam garama garam jeb ho garam

Explore this song