Roman script

garjo garjo garjo garjo 

garaj garaj kar barso aise barso aaj ki 

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

aese barso aaj ki ye bah jaye duniya sari

bah jaye duniya sari garjo garjo garjo garjo 

garaj garaj kar barso aise barso aaj ki 

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

bijali kadke kadke aandhi aaye aaye

tut pade tufan se fir bachane na paye

nirbal kya balwan dil ki bhadkati aah mein 

dil ki bhadkati aag mein jal bhun jaye

jal bhun jaye jal bhun jaye kab nar nari

aese barso aaj aese barso aaj 

ke ye bah jaye duniya sari

garjo garjo garjo garjo 

garaj garaj kar barso aise barso aaj ki 

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

aese barso aaj ki

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

mard ro lakho paap kare tum bane raho anjaan 

aurat ki ek bhul ka lakho hi bane daag

laho hi bane daag nyaay nahi anyaay hai 

tum jhuthe ho tum jhuthe ho tum jhuthe ho bhagwan

tum jhuthe ho tum jhuthe ho tum jhuthe ho bhagwan

tum patthar ho bedardi ho tum andhe tum andhe ho girdhari

tum andhe ho girdhari aese barso aaj aese barso aaj ki

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

aese barso aaj ki

ye bah jaye duniya sari bah jaye duniya sari

Explore this song