Roman script

garaj-garaj ghir aaye badar
umad-ghumad kar chhaye
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye badar
garaj-garaj ghir aaye badar
umad-ghumad kar chhaye
jal-thal kar di baras-baras ghan
garaj-garaj ghir aaye badar
jal se bojhal uthi ghataye
jal se bojhal uthi ghataye
nagari-nagari jhum ke chhaye
ras-bundan ki pade phuhar
chale pawaniya sanan-sanan ghan
garaj-garaj ghir aaye badar

Song details

Song video

Watch on YouTube