Roman script

gar mera bas chale, main ud ke waha jaata 

nile ambr ke tale. jahan roz hi shaam dhale 

gar mera bas chale, suraj ko chhupa deta 

ke deta chandai raat, aur rahta tere saath 

aa ha ha ha ha ha 

gar mera bs chale, tujhe dil se laga leta 

aur chhed ke dil ka taar

gata koi nagma-e-pyaar 

o ha ha ha ha ho meri jaan 

o ha ha ha ha tu hain kaha 

gar mera bas chale, tujhe saath main le jata 

taro se dur us par, jahan pariyan kare intjaar 

nahi aur koi armaan, nahi aur koi chahat 

bas ek hi hain sapna, tu bane mera apna 

nahi bas me dil paagal, rota hain dil pal pal 

tujhe kuchh bhi nahi pata 

kya haal ho gaya hain mera 

o ha ha ha ha ho meri jaan 

o ha ha ha ha tu hain kaha 

gar mer bas chale, itna tujhe tadpata 

aur deta ye ehsaas, ki mujhe bas teri hi aas 

tu dekhe na dekhe, dil chir ke dikhlata 

tu dekhe na dekhe, dil chir ke dikhlata 

dil me teri tasvir, par meri kahan takdir 

tu dur wahan soi, aya na jahan se koi 

jina nahi hain ab yara, jana hain tere paas 

itani si tamanna hain, itnai si hasrat hain 

tu bula le mujhko wahan, mere hamdam tu hain jahan 

o ha ha ha ha ho meri jaanejana 

o ha ha ha ha tu hain kaha 

gar mera bas chale, main ud ke waha jaata 

nile ambr ke tale. jahan roz hi shaam dhale 

gar mera bs chale, tujhe dil se laga leta 

aur chhed ke dil ka taar

gata koi nagma-e-pyaar 

o ha ha ha ha ho meri jaan 

gar mera bs chale

Explore this song