Roman script

gao me hote hanste rote maa khush hoti phul piroti

sehara bandhta baza bazta mela lagta ghar aangan me

man ki bate rah gai man me teri meri shadi si bhi sadi

pandit na shehnai re in sab ka kya kam waha 

jaha shyam ne bansi bajai re teri meri shadi si bhi sadi

jaha shyam ne bansi bajai re 

do naino ki palki mere pyare dulha ki o mere raja dulha ki

do naino ki palki mere pyare dulha ki

o mere man ki ye doli meri sundar dulhan ki

bin barati ghoda hathi bin barati ghoda hathi ye barat sajai re

in sab ka kya kam waha jaha shyam ne bansi bajai re 

teri meri shadi si bhi sadi pandit na shehnai re 

mai anpadh tu likhi padhi kaise apni aankh ladi

tu shehari mai dehati kaise bnae jivan sathi 

rit ki todi prit ne jodi rit ki todi prit ne jodi apni khub banai re

in sab ka kya kam waha jaha shyam ne bansi bajai re 

teri meri shadi si bhi sadi pandit na shehnai re 

in sab ka kya kam waha jaha shyam ne bansi bajai re

aaj milan ki raina tumse kya kuch kahna hai

kal karna baki bat roz kaha aise rate yu mat dekho aanchal chodo

yu mat dekho aanchal chhodo du mai ram duhai re

in sab ka kya kam waha jaha shyam ne bansi bajai re 

teri meri shadi si bhi sadi pandit na shehnai re 

in sab ka kya kam waha jaha shyam ne bansi bajai re

Explore this song