Roman script

om shree ganeshaay namah

shankar nandan dushat nikandan

jay gajbandhan jay gajbandhan 

sabse pahle teri pooja tere jaisa dev na duja 

tune sabko gyaan diya 

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

sabse pahle teri pooja tere jaisa dev naa duja

ek din hua jhagda kadak 

pahle ho kiski pooja 

ek din hua jhagda kadak 

pahle ho kiski pooja 

dharti ki parikarma karke pahle jo waapas aaye 

saare devataao ke andar pahle wo pooja jaaye 

shankar paarwati ka tumne chakkar laga liya 

aa chakkar laga liya 

maat pita me teen lok hai sabko bata diya 

ha ha sabko bata diya 

shankar paarwati ka tumne chakkar laga liya  

maat pita me teen lok hai sabko bata diya 

o sab devo ko jeet liya 

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

har sankat pal me kat jaaye teri agar daya ho 

teri agar daya ho 

tinke se tufaan hat jaaye teri agar daya ho 

teri agar daya ho 

jay lambodhar siddhi vinaayak 

gyaan ke saagar siddhi vinaayak 

jay lambodhar siddhi vinaayak 

gyaan ke saagar siddhi vinaayak  

sabka wo rakhwaala hai har kutiyo ka ujala hai 

tere naam se jisne kaam kiya 

usne jag ko jeet liya  

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya

sabse pahle teri pooja tere jaisa dev naa duja

tune sabko gyaan diya 

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

ganpati bappa moriya, ganpati bappa moriya

Explore this song