Roman script

he ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa ha 

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

ganpati aaye naache chalo 

are nache chalo 

ghar ghar khushiya bante chalo 

he ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

he ganpati aaj hoke mus pe savar 

unki pratima hain ye bholi bhali 

unki pratima hain ye bholi bhali 

aaj khushiyo se bhar lo ye jholi 

he he ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa ha 

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

ganpati sabse pyara hain 

gauri ki aankh ka tara hain

gauri ki aankh ka tara hain

bahe khushi ki dhara hain

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa ha 

ho ganpati bappa 

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

ganpati bappa mauryaa

agle baras tu jaldi aa ha 

ganpati bappa mauryaa 

agle baras tu jaldi aa

ganpati bappa mauryaa, mangal murti maurya  

agle baras tu jaldi aa ha

Explore this song