Roman script

ganga ki dhaar bahe ulti re aaj
sasta lahu hai to mahnga anaaj 
haa ji mahnga anaaj 
kabhi aisa bhi hua raha hamne dekh nahi 
bolo re bolo bhai hamne dekha nahi 
upar hati hai basar mein katar 
apno ko dasta hai apno ka pyar 
aji apno ka pyar 
kabhi aisa bhi hua raha hamne dekh nahi 
bolo re bolo bhai hamne dekha nahi 
didi ke kapde hai kamsi se kam 
babu ko aati sharm pe sharm 
haye sharm pe sharm 
kabhi aisa bhi hua raha hamne dekh nahi 
bolo re bolo bhai hamne dekha nahi 
ek jaisa lagta ha dekho jise 
are chhora kise bole chhora kise 
aji chhora kise 
kabhi aisa bhi hua raha hamne dekh nahi 
bolo re bolo bhai hamne dekha nahi 
faisan ka ghar ghar mein faila hai raag
din ke ujaale mein udati hai laaj 
haa ji udati hai laaj 
kabhi aisa bhi hua raha hamne dekh nahi 
bolo re bolo bhai hamne dekha nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube