Roman script

ganga ke kinare rahta hai ek tota

ganga ke kinare rahta hai ek tota

mera man hai ye salona jaise ke chandi sona

dil hai mera ek tota jispe ram ki hai karipa

divane ke na tu ye samjhe mamla hai mere dil ka

dariya ke ek kinare rahta hai ek tota

tera man hai ye salona jaise ke chandi sona

pyar tota hai chadi hai isko dekho prem masti

isliye to aye ladki tu hawa me udti 

mast pawm mere karta hai mai udti jau

tu jo kahe to mai bhi udke piche tere aau

mai hur hu mai sundari lagti hu mai ek kali

ye to bata aye dilruba jayegi tu kis gali

tera ye hare ram tota ke mera nam nahi leta

hai kya dil me tere batla chali aa tu baho me aa

ganga ke kinare rahta hai ek tota

tera man hai ye salona jaise ke chandi sona

tujhe to shobha degi le le ja mala kanthi

tujhe dekh ke baj jati hai ke meri ghanti

college me kya yahi path aate ho roj padne

roka maine divane nain hai tujhse lage ladne

bulbul hu mai ud jaungi kaise fasayega tu

dil pe mere haye kab talak chhuriya chalayegi tu

bada lachar hai ye tota divane hare ram dil ka

divana ho gaya hai tera hata de ab tu ye parda

ganga ke kinare rahta hai ek tota

tera man hai ye salona jaise ke chandi sona

tera ye hare ram tota ke mera nam nahi leta

hai kya dil me tere batla chali aa tu baho me aa

Explore this song