Roman script

ganapati bappaa morayaa pudchyaa varshi laukar yaa

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

jisne jo manga usne wo paya 

raste pe hai sab log khade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

jisne jo manga usne wo paya 

raste pe hai sab log khade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

das din ghar me aan rahe 

bhakto ke mehamaan rahe

saare shahar me dhum machi 

josh se jantaa jhum uthi

josh se jantaa jhum uthi

unko pyaare sab insaan 

raja rank hai ek samaan

saare ghar unke ghar hain

unko ek barabar hain 

unche mahal amiro ke ho ya 

ham gariban ki jhopadi

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

mast pawan ye purvaai

maujo ki naiyaa laayi

ganapati ji us paar chale 

lekar sab ka pyaar chale

saphal hui sabki pujaa 

aisaa na koi din dujaa

ghataa gagan par laharaayi 

ghadi visarjan ki aayi

ho bhul chuk ho maaf hamaari 

ham sab hai naadaan bade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

jisne jo manga usne wo paya 

raste pe hai sab log khade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

ganapati apne gaanv chale 

kaise humko chain pade

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

morayaa re bappaa morayaa re

ganapati bappaa morayaa pudchyaa varshi laukar yaa

Explore this song