Roman script

ganpati bappa morya, mangal murti morya

ganpati bappa morya, mangal murti morya

morya re bappa morya re

morya re bappa morya re

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun

humse badhkar kaun

adbhut rup ye kaya bhari mahima badi hai darshan ki

prabhu mahima badi hai darshan ki

bin maange puri ho jaye jo bhi ichchha ho man ki

prabhu jo bhi ichchha ho man ki

o jo bhi ichchha ho man ki

ganpati bappa morya, mangal murti morya

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun

humse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

chhoti si aasha laya hu chhote se man me data

is chhote se man me data

maangne sab aate hai pahle sacha bhakt hi hai pata

sacha bhakt hi hai pata

o sacha bhakt hi hai pata

ganpati bappa morya, mangal murti morya

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun

humse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

bhakto ki is bhid me aise bagula bhakat bhi milte hai

ha bagula bhakat bhi milte hai

bhes badal kar ke bhakto ka jo bhagwan ko chhalte hai

are jo bhagwan ko chhalte hai

o jo bhagwan ko chhalte hai

ganpati bappa morya, mangal murti morya

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun

humse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

ek daal ke phulo ka bhi alag alag hai bhagay raha

prabhu alag alag hai bhagay raha

dil me rakhna dar uska mat bhul vidhata jaag raha

mat bhul vidhata jaag raha

o mat bhul vidhata jaag raha

ganpati bappa morya, mangal murti morya

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

aur tumhare bhaktjano me humse badhkar kaun

humse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

deva ho deva ganpati deva tumse badhkar kaun

swami tumse badhkar kaun

Explore this song