Roman script

dhinak dhin dhinak dhin dhinak dhin

do pal ki ye jindagi hai, meri jaan jee lo isko

jane kal aye na aaye meri jaan jeelo har pal ko

khusi ke sath gam bhi jude hai kare kya

o gamo ko gale laga lo or apna lo meri janeja

aaj jo nasha hai kal ko bhulana hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana

kal ko bhulana, hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana

o ek din to marna hi hai, meri jaan ham sabhi ko 

jeene ki mohlat milti hai, meri jaan har kisi ko

jee nahi pata hai har koi kare kya

to chalo ham inhe batade, jina sikhade jane jaa

aaj jo nasha hai, kal ko bhulana, hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana

kal ko bhulana, hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana

pairo ke neeche jamin lekin najar asmaan par

apne hi hatho se kismat likhe badlo par 

sitaro ki hi tarah kash mile

ham khusi se jhilmilaye or muskuraye jaanejan

aaj jo nasha hai kal ko bhulana, hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana 

kal ko bhulana, hasna hasana

gam ko bhulana, hasna hasana

Explore this song