Roman script

gam-e-aashiyana satayega kab tak satayega kab tak

gam-e-aashiyana satayega kab tak satayega kab tak

mujhe mera dil yu rulayega kab tak

mujhe mera dil yu rulayega kab tak

gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak

bana kar bigade hai ghar tune lakho

bana kar bigade hai ghar tune lakho

falak ye tamashe dikhayega kab tak

falak ye tamashe dikhayega kab tak

gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak

sitam aaj kaise hain insan pe inka

sitam aaj kaise hain insan pe inka

ye insan ko insan banayega kab tak

ye insan ko insan banayega kab tak

gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak

teri yad dunia jehnnum bani hai

teri yad dunia jehnnum bani hai jehnnum bani hai

tu jaane khudayi chhipayega kab tak

rulayega kab tak satayega kab tak

gam-e-aashiyana satayega kab tak rulayega kab tak

Explore this song