Roman script

galon se khelu mai hotho ko chhulu mai

galon se khelu mai na baba na

hotho ko chhulu mai na baba na

balo se khelu me na baba na

baho mein lelu mai na baba na

teri yeh na na ha kab hogi

bol zara meri jane jan

galon se khelu mai na baba na

hey hotho ko chhulu mai na baba na

gore gore galo wali

kale kale baalo wali

tune mera hosh udaya

aisi mulakato ne hi

teri inhi bato ne hi

mera sukh chain churaya

ho aaj nahi to kal manengi

dil jani mera kehna

naina ladayegi na baba na

chaina churayegi na na na na

chakkar chalayegi na baba na

milne ko aayegi na baba na

mujhe pehchanegi tu

ek din manengi tu

chahe mujhe jitna jala le

kabhi nahi manungi mai

nahi pehchanungi mai

ja re ja anaadi dilwale

ho jaane tamanna tod ke na ja

mere is dil ka sapna

apna banayegi na baba na

dil me basayegi na na na na

sapna sajayegi na baba na

pehlu me aayegi na baba na

zindagi char din kuch nahi pyar bin

yu jo tadpayegi pichhe pachhtayegi

sun meri dilruba kya tujhe hai pata

jism tu jaan main honge kaise juda

kore kagaj pe likhwale

jo kuch hai mera apna

sehra sajau mai ha baba ha

doli le aau mai ha baba ha

dulhan banau mai ha baba ha

kaliya bichhau mai  na baba ha

teri aankhon se mere sajan

dur nahi mujhko rehna

galon se khelu mai ha baba haan

hotho ko chhulu mai ha baba ha

balo se khelu mai ha baba ha

baho mein lelu mai ha baba ha

Explore this song