Roman script

main daalun taal pe bhangra, tu bhi gidda paa le

chal aisa rang jamaa de hum ke bane sabhi matwaale

mann kahe ki main le aaun chaand aur taare saare

inn haathon par main chaand rakhun

iss maang mein bhar doon taare

hello hello tu floor pe kab hai aayi

ye lo, ye lo, badi solid masti chaayi

hello hello too much hai tumne lagayi

ye lo, ye lo, control karo mere bhai

dhak-dhak dhak-dhak dhadke ye dil

chhan chhan bole amritsari choodiyan

raat badi hai mastaani

koi dilbar jaani kar le gallan goodiyan

chana chanak tera pahana dooka makanaka

chana chanak tera kana dooka maka

main kabootar faseya ki hor koi

fase hi na haay fase hi na fase hi na haay fase hi na

chana chanak tera kana dooka makanaka

main toh chana chanak tera kana dooka makanaka

main kabootar faseya ki hor koi fase hi na

main kabootar faseya ki hor koi fase hi na

main kabootar faseya ki hor koi fase hi na

ye baat na maine jaani, kyun itni khush hai diwaani

tu mujhko aisi kahaani samjha de, samjha de

ye baat hai sabne chaahi mile janmon ka humraahi

yahaan huaa hai kuch aisa hi samjhe na samjhe na o ho

ab main jaana keh rahi ho kya fasaana ho ho

pyaar karne se bhi mushqil hai nibhaana ho ho

hello hello dont mind mera hai kehna

ye lo, ye lo, zara mere touch mein rehna

dhak-dhak dhak-dhak dhadke ye dil

chhan chhan bole amritsari choodiyan

raat badi hai mastaani

koi dilbar jaani kar le gallan goodiyan

raat badi hai mastaani ee ee o marjaana oye

Explore this song