Roman script

galiya galiya darbadar 

dhundu khudko ae hamsafar

galiya galiya darbadar 

dhundu khudko ae hamsafar

chupchap si awaz bhi hai 

chhalni chhalni jajbat bhi hai

pairo ke niche se jamin 

sir se ambar bhi gaya

ae jindagi main chala 

main chala ban ke ek jaljala 

ae khuda rah dikha 

mujhko mujhi se aaj mila

rakh path nahi koi kafan bhi bandh chala

khof nahi koi himmat bhi sath bada hun

rakh path nahi koi kafan bhi bandh chala

khof nahi koi himmat bhi sath bada hu

na aaya ghar agar laut ke 

aaj to aisa maan lena 

khuda se milne aaj main jannat chala hun

ae  jindagi mai chala 

main chala ban ke ek jaljala 

ae khuda rah dikha 

mujhko mujhi se aaj mila

hath thande hai jism thanda hai

ruh kamzor nahi junune jajba hai

lahu jo khola hai raah firot nahi

aa gaya mai khud ko dhundne 

aaj to aisa jaan lena

fana hai mujme maujud koi wajud nahi

jindagi main chala 

main chala ban ke ek sar chala

ae khuda rah dikha 

mujhko mujhi se aaj mila

ae jindagi main chala 

main chala ban ke ek jaljala 

ae khuda rah dikha 

mujhko mujhi se aaj mila

Explore this song