Roman script

gali gali me baat chali gali gali me baat chali 

itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali 

chori se ha chupke se chori se ha chupke se 
chori se ha chupke se phool khila ke dil ke 
saari duniya se chupke ladka ladki milte the 
ladka ladki milte the 
kaun ye jaane kitne din inki mulakat chali 
kaun ye jaane kitne din inki mulakat chali 
itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali 
gali gali me baat chali gali gali me baat chali 
itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali 
khoob tamasha ek hua khoob tamasha ek hua 
khoob tamasha ek hua ek nirala khel hua 
nafrat ki diwar giri bade budho ka mel hua 

ham duhsman ke dost bane duhsman ki na ghat chale 
ham duhsman ke dost bane duhsman ki na ghat chale 
itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali 
gali gali me baat chali gali gali me baat chali 
gali gali me baat chali gali gali me baat chali 
itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali 
itne zor se itne shor se kiski ye baarat chali

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Mangeshkar, Asha Bhosle

actor: Jagdeep, Jayshree T