Roman script

gali gali badnam ho gaya mere pyar ke metar down ho gaya

dekhu yaha dekhu waha jaye najar jaha jaha

dekhu yaha dekhu waha jaye najar jaha jaha

hamse na pucho dekha tumko kaha kaha

kaha kaha kaha kaha gali gali badnam ho gaya 

mere pyar ke metar down ho gaya

bulbul ki jindagi hai phulo ki dal par

driver ki jindagi hai motar ki chal par

bulbul ki jindagi hai phulo ki dal par

driver ki jindagi hai motar ki chal par

dil mera chal raha eingine ki tal par

yado ki battry ko rakha sambhal kar

tune o jane jigar mara wo teer e najar

tune o jane jigar mara wo teer e najar

mai to khallas ho gaya gali gali badnam ho gaya 

mere pyar ke metar down ho gaya

gali gali badnam ho gaya 

mere pyar ke metar down ho gaya

pahli najar me dil mera iman se gaya aankho me rang cha gaya 

is sham se gaya teri ada ki bat bhi itni si bat hai

jo tujhko jan gaya wo jan se gaya wo jan se gaya

mar jaunga tumhi par aye jane jindgani

dohrayegi ye dunia ulfat bhari kahani

mar jaunga tumhi par aye jane jindgani

dohrayegi ye dunia ulfat ibhari kahani

aankhe khuli rahengi marne ke bad meri

taswir hogi dil me aakhir teri nishani

mujhpe hai tera asar jane hai sara nagar

mujhpe hai tera asar jane hai sara nagar

mai to barbad ho gaya

gali gali badnam ho gaya 

mere pyar ke metar down ho gaya

gali gali badnam ho gaya 

mere pyar ke metar down ho gaya

Explore this song