Roman script

meri pistol ki andar kisi bhi ek goli par 

koi paigam likha hai tumhara naam likha hai

gale mil lo ho gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya 

gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya

tumhare meherbano ke khafa hone ka waqt aaya

gale mil lo ho ho ho ho ho

tumhari dillagi tauba, bani dil ki lagi tauba

kaha karte the tum aksar, meri jaan main fida tum par 

meri jaan main fida tum par 

mubarak ho, mubarak ho fida hone ka waqt aaya

gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya

gale mil lo ho ho ho ho ho

sari taslim kam kar du, kaho taklif kam kar du

mujhe hmdard mat samajho, magar bedard mat samajho 

magar bedard mat samajho 

tumhare sare dardo ki dawa hone ka waqt aaya

gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya

gale mil lo ho ho ho ho ho

jara dil saaf kar dena, hamein tum maaf kar dena

tumhari maut ka gam hai, wafa mein fayada kam hai 

wafa mein fayada kam hai

mohabbat mein hamare bewafa hone ka waqt aaya

gale mil lo, o diwano, juda hone ka waqt aaya

gale mil lo ho ho ho ho ho

Explore this song