Roman script

haye re gajab ho gaya haye re julm ho gaya

haye re pyar ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya 

gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya

julm ho gaya haye re ek pathar ka dil pighal gaya

ek dariya ka rukh badal gaya 

ye kaisa tamasha ajab ho gaya

ajab ho gaya haye re gajab ho gaya, julm ho gaya

gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re

kuch aise dekha usne tirchhi nigaho se

kuch aise dekha usne tirchhi nigaho se

nikal gayi dharti ram kasam mere pavo se

nikal gayi dharti ram kasam mere pavo se

kaise kahu phir kya hua kaise kahu phir kya hua

pahle jor se dil dhadka phir muh se nikal gayi haye re

gajab ho gaya, julm ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya 

gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya

julm ho gaya haye re

us zalim ko to dil ka jalana hi aata tha

us zalim ko to dil ka jalana hi aata tha

dekh ke jisko sara badan tharthrata tha

are dekh ke jisko sara badan tharthrata tha

uska bhi dil tadap gaya ho uska bhi dil tadap gaya

dekho ishq ne pani me bhi ki hai aag lagayi re

gajab ho gaya, julm ho gaya gajab ho gaya, gajab ho gaya 

gajab ho gaya haye re julm ho gaya julm ho gaya

julm ho gaya haye re

dil kahta hai ke udke chhu lu mai sitaro ko

dil kahta hai ke udke chhu lu mai sitaro ko

aanchal me apne bandh lu hansti baharo ko

aanchal me apne bandh lu hansti baharo ko

aaj mere sajan ne ho aaj mere sajan ne

pas bulake mang me meri diya sindur lagaye re

hoye gajab ho gaya hoye sitam ho gaya

gajab ho gaya, gajab ho gaya gajab ho gaya haye re

julm ho gaya julm ho gaya julm ho gaya haye re

ek pathar ka dil pighal gaya

ek dariya ka rukh badal gaya 

ye kaisa tamasha ajab ho gaya

ajab ho gaya haye re gajab ho gaya, julm ho gaya

haye re gajab ho gaya haye re sitam ho gaya

haye re gajab ho gaya haye re pyar ho gaya

ye kaise tamasha ajab hua ajab hua ajab hua

Explore this song