Roman script

kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao

kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao

gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya

bhaiya dur hat jao re samne na aao

kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao

gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya

bhaiya dur hat jao re samne na aao

gaiya vo mata hai jiske tan me devta rahe

tan me devta rahe iski seva se ghar ghar me

ganga dudh ki bahe ganga dudh ki bahe

aisi mata ko sata ke maa ka dudh na lajao re

gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya

bhaiya dur hat jao re samne na aao

teri diwali me jalte ghee ke diye jalte ghee ke diye

ghar ki lazmi ko kyu mare papi pet ke liye

papi pet ke liye apna muh kala karke

auro ke deeo ko na bhujao re gaiya lakho ki hai maiya

lakho ki hai maiya bhaiya dur hat jao re samne na aao re

panghat pe jinda rah ke ye duniya ko jalati

ye duniya ko jalati apne bachde ka hak cheen 

tumko dudh pilati tumko dudh pilati

jiska makkhan khate tum uspe talwar na chalao

gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya

bhaiya dur hat jao re samne na aao re

kamjor samajh ke gaiya pe hath na uthao

gaiya lakho ki hai maiya lakho ki hai maiya

bhaiya dur hat jao re dur hat jao

Explore this song