Roman script

eye dar gayi ha ha ha

ik thi ladki bholi bhali har ahat se darne wali 

bat bat pe ro deti thi wo 

ik din ek chota sa bacha umar me jo tha bilkul kacha

pas me ake ye bola 

gabl ching ye tah tal daya jo dal gaya wo mal gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

nadan bacha hasi khel me kodi gajab ki dekar gaya

dilwalo ki hai ye ada dilwalo ki hai ye ada

jine ka lete hai maja jine ka lete hai maja

un bato se kya darna jin par jor nahi apna

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

nadan bacha hasi khel me kodi gajab ki dekar gaya

nadan bacha hasi khel me kodi gajab ki dekar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

are bap re kya hua nakli khal pahan kar aye

gidad sher agar ban jaye pal bhar dhak jama leta hai wo

aisa haa par logo ke pathar khake bhage jab wo dum dabake

koi bache agar kahe usko kya 

gabl ching ye tah tal daya jo dal gaya wo mal gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

gabbr singh ye kah kar gaya jo dar gaya wo mar gaya

kahte hai jab gidad ki aye mot to bhag kar wo sahar gaya

oro ko khata hai tu kya

are oro ko kahta hai tu kya

apne dil me jhak jara, apne dil me jhak jara

bap ne mari na mendaki beta teer andaz bana

hum se suno hum se suno hum se suno 

gabal ching kya kah kal gaya jo dal gaya wo mal gaya

Explore this song