Roman script

gaaoon me dil ka tarana kaha haye ,
hain taar magar jhankar nhi 
gaaoon mai dil ka tarana kaha 
hain taar magar jhankar nhi 
jaau majhdhar se paar kaha
hain jao magar patwar nhi 
jaau majhdhar se paar kaha
hain jao magar patwar nhi 
dekhe jo mere bikhre gesu 
chupke se kah aaina
hain rup magar singar nhi 
aau tera dil bahlaau kaha
hain rup magar singar nhi 
aau tera dil bahlaau kaha 
hain rup magar singar nhi 
duniya ne kiya jeena mushkil 
aasan kiya par naa mushkil 
duniya ne kiya jeena mushkil 
aasan kiya par na mushkil 
paau jeene ka sahara kaha 
hain hath magar diwar nhi 
gaau mai dil ka trana kaha 
hain taar magar jhankar nhi

Song details

Song video

Watch on YouTube